Afreen Afreen Lyrics (आफ़रीन आफ़रीन Lyrics in Hindi): is the latest heart-touching song by Sangam Album, sung by Rahat Fateh Ali Khan and composed by Nusrat Fateh Ali Khan. The lyrics, written by Javed Akhtar, beautifully complement the music. Afreen Afreen music features stars like Rahat Fateh Ali Khan, Momina Mustehsan. Released under the Coke Studio, the song captures the emotions of love and is sure to leave a lasting impact.
Afreen Afreen Song Detail
Album: Sangam
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music: Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics: Javed Akhtar
Label: Coke Studio
Afreen Afreen Lyrics in English
husn-e-jaanaa ki taareef mumkin nahi
aafreen aafreen, afreen afreen
tu bhi dekhe agar to kahe ham-nasheeN
afreen afreen, aafreen aafreen
aisa dekha nahi khoobsoorat koi
jism jaise Ajanta ki moorat koi
jism jaise nigaahoN pe jaadoo koi
jism naghma koi, jism khushboo koi
jism jaise machalti hui raagini
jism jaise mehakti hui chaandni
jism jaise ke khiltaa hua ek chaman
jism jaise sooraj ki pehli kiran
jism tarshaa hua dilkash-o-dil-nasheeN
sandali sandalee..
marmari marmaree..
chehra ek phool ki tarah shaadaab hai
chehra uskaa hai ya koi mahtaab hai
chehra jaise ghazal, chehraa jaan-e-ghazal
chehra jaise kali, chehraa jaise kanval
chehra jaise tasavvur ki tasveer bhi
chehra ek khwaab bhi chehraa taabeer bhi
chehra koi alif laila ki daastaaN
chehra ek pal yakeen, chehraa ek pal gumaaN
chehra jaise ke chehraa koi bhi nahi,
Maah-roo maah-roo
MahjabeeN mahjabeeN..
aankhein dekhi to mein dekhtha reh gaya
Jaam do aur donon hi do aatishaaN
aankhein ya maikade ki yeh do baab haiN
aankhein inko kahoon ya kahoon khwaab haiN
aankhein neechi huyiN to haya ban gayiN
aankhein oonchi huyiN to dua ban gayiN
aankhein uTh kar jhukeeN to adaa ban gayiN
aankhein jhuk kar uTheeN to sazaa ban gayiN
aankhein jin mein hai qaid aasman-o-zameen
Nargisi nargisi,
Surmayi surmayi…
zulf-e-jaana ki bhi lambi hai daastan
zulf ki mere dil par haiN parchhaaiyaan
zulf jaise ke uljhi hui ho ghaTa
zulf jaise ke ho koi kaalee balaa
zulf uljhe to duniyaa pareshaan ho
zulf suljhe to ye geet aasaan ho
zulf bikhre siyaah raat chhaane lage
zulf lehraaye to raat gaane lage
zulf zanjeer hai phir bhi kitni haseeN
reshamee reshamee
ambaree ambaree…
Afreen Afreen Lyrics in Hindi
हुस्न-ए-जानां की तारीफ़ मुमकिन नहीं
आफरीं आफरीं
तू भी देखे अगर तो कहे हमनशीं
आफरीं आफरीं…
ऐसा देखा नहीं खूबसूरत कोई
जिस्म जैसे अजंता की मूरत कोई
जिस्म जैसे निगाहों पे जादू कोई
जिस्म नगमा कोई, जिस्म खुशबू कोई
जिस्म जैसे महकती हुई चाँदनी
जिस्म जैसे मचलती हुई रागिनी
जिस्म जैसे कि खिलता हुआ इक चमन
जिस्म जैसे कि सूरज की पहली किरण
जिस्म तरशा हुआ दिलकश-ओ-दिलनशीं
संदली संदली, मरमरीं मरमरीं
हुस्न-ए-जानां की तारीफ़ मुमकिन नहीं
आफरीं आफरीं
तू भी देखे अगर तो कहे हमनशीं
आफरीं आफरीं…
जाने कैसी बाँधी तूने अँखियों के डोर
मन मेरा खिंचा चला आया तेरी ओर
मेरे चेहरे की सुबह, ज़ुल्फ़ों की शाम
मेरा सब कुछ है पिया, अब से तेरे नाम
नज़रों ने तेरी छुआ, तो है ये जादू हुआ
होने लगी हूँ मैं हसीं
आफरीं आफरीं…
चेहरा इक फूल की तरह शादाब है
चेहरा उसका है या कोई महताब है
चेहरा जैसे गज़ल, चेहरा जान-ए-गज़ल
चेहरा जैसे कली, चेहरा जैसे कँवल
चेहरा जैसे तसव्वुर भी, तस्वीर भी
चेहरा इक ख़्वाब भी, चेहरा ताबीर भी
चेहरा कोई अलिफ़-लैल वी दास्तां
चेहरा इक पल यकीं, चेहरा इक पल गुमां
चेहरा जैसा कि चेहरा कहीं भी नहीं
माहरू माहरू, महजबीं महजबीं
हुस्न-ए-जानां की तारीफ़…